Shootout At Wadala (2013) Lyrics Songs
Shootout At Wadala (2013) Bollywood Lyrics Songs, Shootout At Wadala Bollywood Lyrics Songs, Shootout At Wadala (2013) Lyrics Songs, Shootout At Wadala (2013) - Movie Lyrics MP3 Songs, Shootout at Wadala (2013) - Hindi Movie Lyrics Songs, Shootout at Wadala Lyrics Songs, Shootout at Wadala Free Lyrics Songs ,Indian Movies Lyrics Songs Download, Shootout At Wadala 2013 Lyrics Songs.
Song Title: Goli
Movie Album: Shootout at Wadala (2013)
Goli Singer: Meet Bros Anjjan, Sudesh Bhosle, John Abraham, Anil Kapoor
Lyricist Songwriter: Kumaar
Music Director Composer: Meet Bros
Goli is a song from the 2013 Hindi movie Shootout at Wadala (2013). Goli is sung by Meet Bros Anjjan, Sudesh Bhosle, John Abraham, Anil Kapoor. Lyrics is given by Kumaar. Music
Goli Lyrics - Shootout at Wadala Songs
1. Goli - Meet Bros Anjjan, Sudesh Bhosle, John Abraham, Anil
Pistol ki yeh rani hai
Trigger ki deewani hai
Chal jaaye toh nikle dhuaan
Na kissi ki sunti hai
Yeh nishana chunti hai
Apni marzi se yahaan
Goli.. goli ki apni hai boli.. goli..
Goli, tabiyat kar de dheeli
Aur pant kare geeli
Yeh aankh jhapakte game baja de
Itni furteeli go go goli
Yeh masle hal karti
Chalne se nahi darti
Ghairon se karke yaari
Yeh apnon se chhal karti
Na kisi se rishta hai
Na koi farishta hai
Iske aage sab hai fanaa
Jismon mein joh ghus jaaye
Jaan leke hi aaye
Qatilaana iski adaa
Goli.. goli ki apni hai boli.. goli..
Goli.. goli ki apni hai boli.. goli...
Jiski jeb mein rehati hai
Bas raaj kare woh hi
Khamosh kare do pal mein usey
Aawaz kare jo bhi
Iska hai na dharam koi
Na iski hai koi jaat
Waqt chale bas uska hi
Hai goli jiske saath
Goli.. goli ki apni hai boli.. goli..
.......................................................................................................................
Yeh Junoon Lyrics Songs - Shootout at Wadala
2. Yeh Junoon - Mustafa Zahid
Mehsoos khud ko tere binaa
Maine kabhi kiya nahi
Tu kya jaane lamha koi
Maine kabhi jiya nahi
Ab jo mile hain tto, shiqve gile naa ho
Bas ishq ho, bas ishq ho
Ab jo hanse hain tto, aansu koi naa ho
Bas ishq ho, bas ishq ho
Ye junoon mera mujhe le jaaye kahaan, kahaan
Rab tujh mein ab pa raha hun main yahaan, yahaan
Ab jee lu teri hi aankhon mein ye jahaan, jahaan
Tu gaya tto roya tha sang mere aasmaan, aasmaan
Yaadon mein raha tujh se ho kar main juda
Ab tanha mujhe naa chhodna
Khwabon ne kaha chehre se ab ye mere
Ye nazarein kabhi naa modnaa
Ab jo mile hain to, shiqve gile naa ho
Bas ishq ho
Phir se qareeb aa mere naseeb aa
Hai ye duaa, hai ye duaa
Dil ne mere kahaaa tera rahun sadaa
Hai ye duaa, Hai ye duaa
Ye junoon mera
Mujhe le jaaye kahaan, kahaan
Rab tujh mein ab pa raha hun
Main yahaan, yahaan..
Ab jee loon teri hi aankhon mein
Ye jahaan, jahaan..
Tu gaya to roya tha sang mere
Aasmaan
Maine kabhi kiya nahi
Tu kya jaane lamha koi
Maine kabhi jiya nahi
Ab jo mile hain tto, shiqve gile naa ho
Bas ishq ho, bas ishq ho
Ab jo hanse hain tto, aansu koi naa ho
Bas ishq ho, bas ishq ho
Ye junoon mera mujhe le jaaye kahaan, kahaan
Rab tujh mein ab pa raha hun main yahaan, yahaan
Ab jee lu teri hi aankhon mein ye jahaan, jahaan
Tu gaya tto roya tha sang mere aasmaan, aasmaan
Yaadon mein raha tujh se ho kar main juda
Ab tanha mujhe naa chhodna
Khwabon ne kaha chehre se ab ye mere
Ye nazarein kabhi naa modnaa
Ab jo mile hain to, shiqve gile naa ho
Bas ishq ho
Phir se qareeb aa mere naseeb aa
Hai ye duaa, hai ye duaa
Dil ne mere kahaaa tera rahun sadaa
Hai ye duaa, Hai ye duaa
Ye junoon mera
Mujhe le jaaye kahaan, kahaan
Rab tujh mein ab pa raha hun
Main yahaan, yahaan..
Ab jee loon teri hi aankhon mein
Ye jahaan, jahaan..
Tu gaya to roya tha sang mere
Aasmaan
...................................................................................
Aala Re Aala Lyrics Songs - Shootout at Wadala
3. Aala Re Aala - Sunidhi Chauhan, Mika Singh
Ek din ke liye
Ek pal ke liye
Teri dulhan banu sirf kal ke liye
Intezaaron ka kaajal laga lun zara
Ishq ke itar mein naha lun zara
Ek din ke liye
Aag lagi hai la la...
Dhuaan utha hai la la...
Aag lagi hai, dhuaan utha hai
Ishq mohabbat wala
Aag lagi hai, dhuaan utha hai
Ishq mohabbat wala
Kisne meri jaan chura li
Kisne maar daala
Aala re aala, Manya aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Meri aankhon ki shararatein
Meri saanson ki hararatein
Meri sehami sehami chahatein
Mere nange paon aahatein
Mera jo bhi woh mere mehbub ka
Ho dekhun kaise rakhe duja mehbub tu
Meri baahon ki kashti ke sang dub tu
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Main wahi hun, wahi hun, wahi hubahu
Awaragardi karne aaya yahaan matwala
Aashiq wali adaa ne zaalim mujhko maar daala
Aala re aala, Manya aala
Aan se hoga apun ka bolbala
Aala re aala, Manya aala
Tujh se kasam na dekha himmatwala
Dekhe door-door se
Koi bol de huzur se
Koi thaam lo zara inhe
Woh mere nashe mein chur se
Ishq ke ye jalan tum na seh paaoge
Ho ho..
Tu jala toh sahi hans ke jal jaayenge
Khol seena, teer-e-jigar khayenge
Tu ishaara toh kar, Tujh pe sab de luta
Tu ishaara toh kar, Tujh pe sab de luta
Keh de tu, khote sikke bhi chal jayenge
Tujh mein kuch toh baat hai
Mera dil kyun dhadka saala
Mar miti hun tujhpe mujhko fanaa tu karne wala
Aala re aala, Manya aala
Sab se alag hai, tu sab se niraala
Aala re aala, Manya aala
Akkhi Bumbai mein apan ka bolbala
Aala re aala, Manya aala
Sab se alag hai, tu sab se niraala
Aala re aala, Manya aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Ek pal ke liye
Teri dulhan banu sirf kal ke liye
Intezaaron ka kaajal laga lun zara
Ishq ke itar mein naha lun zara
Ek din ke liye
Aag lagi hai la la...
Dhuaan utha hai la la...
Aag lagi hai, dhuaan utha hai
Ishq mohabbat wala
Aag lagi hai, dhuaan utha hai
Ishq mohabbat wala
Kisne meri jaan chura li
Kisne maar daala
Aala re aala, Manya aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Meri aankhon ki shararatein
Meri saanson ki hararatein
Meri sehami sehami chahatein
Mere nange paon aahatein
Mera jo bhi woh mere mehbub ka
Ho dekhun kaise rakhe duja mehbub tu
Meri baahon ki kashti ke sang dub tu
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Main wahi hun, wahi hun, wahi hubahu
Awaragardi karne aaya yahaan matwala
Aashiq wali adaa ne zaalim mujhko maar daala
Aala re aala, Manya aala
Aan se hoga apun ka bolbala
Aala re aala, Manya aala
Tujh se kasam na dekha himmatwala
Dekhe door-door se
Koi bol de huzur se
Koi thaam lo zara inhe
Woh mere nashe mein chur se
Ishq ke ye jalan tum na seh paaoge
Ho ho..
Tu jala toh sahi hans ke jal jaayenge
Khol seena, teer-e-jigar khayenge
Tu ishaara toh kar, Tujh pe sab de luta
Tu ishaara toh kar, Tujh pe sab de luta
Keh de tu, khote sikke bhi chal jayenge
Tujh mein kuch toh baat hai
Mera dil kyun dhadka saala
Mar miti hun tujhpe mujhko fanaa tu karne wala
Aala re aala, Manya aala
Sab se alag hai, tu sab se niraala
Aala re aala, Manya aala
Akkhi Bumbai mein apan ka bolbala
Aala re aala, Manya aala
Sab se alag hai, tu sab se niraala
Aala re aala, Manya aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
..............................................................................................
Laila Teri Le Legi Lyrics Songs
4. Laila Teri Le Legi - Mika Singh, Anand Raaj
Dil tera le legi
Jaan teri le legi
Imaan tera le legi
O Laila teri hey
O Laila teri hey
O Laila teri le legi
Tu likh ke le le
O Laila teri le legi
Tu likh ke le le
Ek nazar dekhegi hey
Teer woh phenkegi hey
Arey ek nazar dekhegi
Teer woh phenkegi
Mausam badal degi
O Laila teri le legi, tu likh ke le le
O Laila teri le legi, tu likh ke le le
Shisha-e-Dil ye uchhaale
Tewar hain iske niraale
Arey dekhe toh madhosh kar de
Kabhi kabhi behosh kar de
Lutte phire dilwale
Naa jaane kya kar degi
O Laila teri le legi, tu likh ke le le
O Laila teri le legi, tu likh ke le le
O Laila ki nazarein nasheeli
O har ek adaa hai rangeeli
Aisi sexy chaal hai tauba
Husn se maalamal hai tauba
Uff ye kamar lachkeeli
Qayamat hi kar degi
O Laila teri le legi, tu likh ke le le
O Laila teri le legi, tu likh ke le le
Dil tera le legi
Jaan teri le legi
Dil tera le legi
Jaan teri le legi
Imaan tera le legi
O Laila teri le legi, tu likh ke le le
Hey hey...
................................................................................
Babli Badmaash Lyrics Songs
5. Babli Badmaash - Sunidhi Chauhan
Aazmaa le.. aaja tu saamne
Aazmaa le.. aaja tu saamne
Dil parda-faash hai
Neeyat aiyyash hai
Na ban sharif tu, Babli badmaash hai
Babli badmash hai..
Na bann sharif tu, Babli badmaash hai
Aaja jalwon ke shaamiyane mein
Kya rakha hai zamaane mein
Tu behlata hai, dil ko baaton se
Husn ko chhule aaj haathon se
Dil lagaa le aaja tu saamne
Dil parda-faash hai, neeyat aiyyash hai
Na bann shareef tu, Babli badmaash hai
Pyaas jaagi hai kitni raaton se
Aa bujha le hum behke jazbaaton se
Na fursat ho saans lene ki
Bas khwahish ho pyaar dene ki
Dil jala le.. aaja tu saamne
Dil parda-faash hai
Neeyat aiyyash hai
Na bann shareef tu, Babli badmaash hai
Babli badmash hai..
Na ban sharif tu, Babli badmaash hai
Star Cast: John Abraham, Anil Kapoor, Kangna Ranaut, Tusshar Kapoor, Sonu Sood, Ronit Roy
Director: Sanjay Gupta
Producer: Ekta Kapoor, Shobha Kapoor,
Banner Studio: Balaji Motion Pictures
Release Date: May 1, 2013
Shootout At Wadala (2013) Bollywood Lyrics Songs, Shootout At Wadala Bollywood Lyrics Songs, Shootout At Wadala 2013 Lyrics Songs.
No comments:
Post a Comment